![]()
![]()
![]()
![]()
salaam
dostoon main app sub logon ki ray lana chata hun is bike k baray main keun k suna to bohat hai is bike k baray main but kuch log khatay hai k ya bike achi nahi hai soo mane shocha k keun na app sub ki ray li jahay is bike k baray main ........ soo plzz post karay appni ray k kya is bike ka engine honga k mukabalay ka hai jis thataan farz karay k aagir honga ka engine 5 years k bad banana parta hai to kaheen is ka engine 2 years main to nahi banana paray ga n is ki body honda k mukabalay main mazboot hai k nahi n mane ya b suna hai k ya bike box main pack aati hai or maliq khud is ka box open karta hai to kya ya sahi baat hai?


563Likes



Reply With Quote









Bookmarks