Larkiyaan har Mor pe darti hain,
,
Akeli hon to sunsan rahon ka dar,
,
Bheer me hon to logon ka dar,
,
Hawa chale to dupatta urnay ka dar,
,
Koi dekhe to us ki ankhon ka dar
,
Bachpan ho to maa baap ka dar,
,
Jawaan hon to bhaiyon ka dar,
,
Woh darti hain aur tab tak darti hen,
,
jab tak inhe koi Jeewan sathi nhi mil jata,
.
.
.
Aur yehi woh shakhs hota hai,
,
JIS SE WOH SUB KA BADLA LETI HEIN.:p:-D