meinay 15 calls takk ki hongi yer tum fone kaat rahay thay itna asaan nai hota hai bhai clifton se university road aana...
yer 86 chalaygi agar 2 door hai to baqi 4 door nai chalaygi 86 wali 2 door hai aur demand kiya hai??? kaam waghera bhi bata do yer denting painting, Ac hai? 5 top hai?? tyre, battery etx???