Asalam Walikum,
Liana cultus k muqably mein itni kam q hai or ziyada tar cultus k lovers q hai ? jb k liana ka interior cultus k compare mein tu bht acha hai or liana Fast pick car hai cultus k muqably mein par road p liana kam hai cultus ziyada hai Koi bata skta hai k main reason kia hai cultus k ziyada hona liana s ?