Zohaib: Aamer Bhai log udhar sailaab mein doob rahey hain, aur woh deikhein aap ke member taalab dhoond ke mehngee mehngee gaarian dabo rahey hain, yeh kutch sahih nahin lag raha....
Aamer Bhai: Iss pe mazeed baat kartey hain magar yeh khayall aap ko Pajero khareedne ke pehley aaya ya baad mein?