bhi jaan mera khayal hai koi khas change nhi ki engine wohi hai 2012 wala , aur head light already pehly se show room waly 125 delux wali laga k 2000 extra qemat main sale kar rehy hain , aur tanki topy b mera khayal hai k wohi honge jo 2012 k hai kyon k chesi to wohi hai jo 2012 ki hai,, main itna janta to nhi is bare main lakin yeh sub mera khayal hai jo galat b ho sakta hai , behtreen rehnamai aap bhi jaan ker sakte hain .