salam saqib bhai
mara aik dost ka pass spectra hai jo few days pahla kuch lag gai thi us ko driving side wali front aur back ki lights zaroorat hain kia aap bata sakta hain ka us ko genuine lights second hand ya new kahan sa aur kitna ki milain gi rawalpindi sa aur kia us ko second hand genuine mil sakti hain ya agar aap ki nazar main koi banda ho jis ka pass second hand main lights availble hoon aap na 5750 ki lights batai hain front ki apna aik forum main kindly mujha detail main reply kar dain i m very thankful 2 u
MOD EDIT: Moved to correct section