yar ajeeb stupid harkat kari hai ... india sai dubai dubai sai pk mangwa laytay indian magazine pakistan mai bohat miltay hai
dosra rasta hai truck jo daily wagha sai subah idehr lahore side atay hain sabzi aur cargo unload kartay hain wapas chalay jatay hain
ab bhi bholay badsha hai bhai jan ab ap pakistani india taloqqat ko royeay
kisi indian member ko request kardejyeay woh scan kar k article post kar day ga keyon tension mai ho bhai