Assalam O Aalaikum
Bohat Khoob Ubaid Bhai
bohat speed se app ne saudia gomaya
wakai maza aagiya
mai khod 19 ko pakisan aaya ho
or mera Bhai al baha or aabah jane ka mood tha
butt koi sath jane wala nahi tha
warna mai khamis masht k maze lehta
khair Bhai
bohat acha likha hai
Jazak ALLAH Khair