Salam to all
Mere paas honda cd70cc hain 2024 model es main main pehle honda atlas oil 20w40 dhalta tha ab kuch month pehle market main 10w30 pro oil aya hain honda atlas ki taraf se jo k main 3 baar use kar chuka ho ab masla ye hain k 20w40 nazdeek available hain aur 10w30 keleye mujhe 30km jana parta hain mera swal ye hain k 10w30 continue rakho ya agar dobara 20w40 switch karo to koi issue to nahi hoga bike 15k chal chuki hain.. tnx to all