@mansoor
bhai jab tak engine khulay ga nahein to pata kaisy chalay ga kay kya kharab hai.....
meri suggestion mano to engine parts orignal nahein dalo saray....
jaisy Gear chucha orignal kay thoray kum dant hain CDi kay zyadah rotation mein farq ajata hai aur size same hai
bhai tum laao to sahi phr tum ko bata sakta hun kay kya dalay ga kya nahein aur adhay say zyadah kaam to head ka hota hai jitna head karak hoga bike utni karak batay gi