dryyyy....kuch kharab nahi kartaa par shine ajati hai .....us ne jab bataya tab mujhay b koi khas intrest naih tha par jab us ne kar k dikhayaaa front mudguard pe kara tha tab mein b soch mein par gaya tha k yah kara kese... ap jab chorme wale k pas jao gay na aur kuch chrome karwaoo gay to wo b saf aese hi kartay hain they use alot of chalk here .dun no abt there ....