KAWASAKI,,,,,KAWASAKI hai.......
AP log ye bat yad rakho bhaiyo
KAWASAKI Honda say to aachi he the na...
Kam az kam Japan k 2,4 parts to laga datay hain is main,,,
Honda to made in Lahore(kotha pind) say 2 number kaarkhano main tayar honay walay parts lagata hai.
1 kharadiya hai us ka naam Pappu hai wo Honda ke engine chainTiming cover ki Di banata hai.
Main khud us say apna kam karata hun. Agar kisi ko uska number chahye to muj say lele.