As salam o alaikum,
yamaha motors ki websit aur facebook page pe main kafi bar yamaha tricity k bare main pouchh chuka houn, magar wahan se ek he jawab ata hai k 'stay tuned'
koi sahab mujhe bata sakte han k agar main ' yamaha triciy' import karwana chahun to kes k zareay se karwaoun.
