haan thora buhat farq paray ga , par fuel avg ka baira gharaq ho jay ga , apna spark plug ka gap thora sa kam karo ,isay farq parta hai, par bike thora back fire maray gee race chornay par, laikin speed may farq par jay ga
agar 110 km/h mar jay to bas samjh laina its maximum for a 125, nahi to 100 to 105km/h to aa jay gee aur speed nahi totay gee 4th gear may