ุฅููููุง ูููููู ููุฅูููููุง ุฅููููููู ุฑูุงุฌูุนููู
marhom walid sahib k tarkay mai sai unki qaza namazon aur rozoun ka fitrana ada farma deejay. apnay maslak ki parhay likhay alim sai us ka tareeka poch lejay ga. namaz aur rozay ki qaza marhom k tarkay mai sai ada karnay k baad tarka takseem kara jata hai.
Allah (swt) ap ki walid saheb ki maghfirat farmai aur unkay ko jawaary rahmat mai dakhil farmai ameen