May nay shop walay say bat ki dobarah woh keh raha hai hai as ka amplifier woofer may builtin hai
may nay us ko batya hai kay net per kuch aur hai to woh keh raha hai kay net per jo model woh home theater hai mini us may amplifier kay sath dvd player hai
ab ap kya kehtay hai kay woh sach keh raha hai
us ka kehna ya bhe hai kay jab maynay woofer ko utha ker dekha tha to us kay weight zada honay ki wajah bhe yahe hai kay woofer may amplifier bhe hai builtin