Hi Guys
who says! k honda 125 or cd 70 Japani hain ab b. Ab itnay bikes aa gaye hain kuch parts jo similar hain wo hmm Japan se import kartay hain. bakis sara kam China ka hea. Honda ka every part China provide kar rha hea.
our new rate list:
honda 125 approx 85,000/- only
& Metro Mr 125 approx 59,000/- only
or metro or honda 70, 125 ki make main koi farak nhi hea.
agar abi aap Metro ko halka or kharab kh rhay hain tow Honda 2009 ko compare karain phr baat karain.
One thing is very important, as every one knows k Metro company new hea or Honda Experienced company hea.
iss liay Honda k parts jo zaida problem kartay hain Running main, un ki running pehle se hi thori bohat company main ho jati hea.
Or Metro ki aap sirf Running poori honay tak sahi care karain phir kamal dekhain.