Assalm-0-Alaikum
Marey Mehran 1988 model car ha jub ma us ko subah start karta hon to theek ho jatey ha lakin 20 sa 25 mint ke drive ka baad engine off karnay ka bad dobara switch on karon to start nahe hotey nahe hota 5 ya 10 mint ka wait karnay sa start ho jatey ha Coil ke problem ha kya ??