bhaijaan , yeh 3 ya 4 number waali baat samajh nahin aayi magar kuch thori bohat aaayi hai
mera axle toota tha ek baar , original bohat mehnga tha kabuli lagwaa liya , ab tak theek kaam kar raha hai ,
is liye itna koi masla nahin hai , aap hareedain gaari , agar koi part bhi do number lagwaana par jaaye , kaam day ga magar guarantee us ki kam ho gee