Hahaha salman chalo aap wahan drag aur main yahan karta hoon lolz ......
Waisay yaar saheeh baat hay fast driving nahein karni chahiay danger hoti hay ...... but yaar salman kisi khyber walay ke saath check kar laina tumhari 2D drag main haar jaey gee magar long run main jeetay gee...... haan laikin ahtiat say aisa nah ho keh kisi koi koi nuqsan ho.......