hmm .. jab start ho jatha ha tho maximum 30 second thak on rakna chaia .. as a good practice .. us ka baad bashak chalavo ..
app kay bike ki problem mujja abi bhi samaj nai arahi... jab bike start ho jathi ha tho us 30 second baad kion nai chala saktha ?
konsi aisi waja ha ka bike ko 5 minutes tak chalana partha ha .. our agar na rako tho bike chalanay nai daithi ?
yar kahien sa 40 number pilot jet dhondo cd 100 ka carb ka .. inshallah masla hal ho jaya ga .. phir garmi ma bashak wapas 38 pa chala javo .. cd100 ka lia kam az kam 40 ya 42 ka pilot hona chaia..
jahan tak sale karnay ki bath ha .. tho ya tasali karlo ka naya bike ma ya masla nai ha.. and baki tho bikes dono hi achi hai..