Sahil pe bethy ho tmhain kia ghum chaly jana
After bodehsar dam heading towards jain temple
Jain Temple
hehe nice caption Adeel bhai bhetreen tasveere ala quality dastiyab paish manzare aam hai Sir jee apni shagardi mein le lein or kuch sikha dein
Hahahaha yar ye shagirdi wali bat bohot log karty hain pics dekhny k bad but koi bhi banda na mithaee ka tokra le ker ata hy na pagar k liye kapra
LOL ! Adeel bhai mithae ka to pata nahi ap meri taraf aye apko Aloo Chane Ki mazedar chaat, Saun Patashe or Alo ki Kuliya khelao ga pakka wada
Haha bohot shukriya mera fil haal apna payt kharab karwany ka koi irada nahi
amazing trip adeel.. nice shots and weather....
bhai jan aap kaha gayab hain? i thought that you too went for some trip
Thanks bhai another thread ready to roll today came from Kanrach Mugarpir Waterfalls whith Hanif Bhatti stay tuned
Yes dear I was in Balochistan on this weekend will share remaining pics soon
So is place per pohochty he mosam kafi change ho chuka tha or shadeed qism ka Habs start ho gaya tha jiski waja se sabki halat dheeli parna shuru ho gae
Front side of temple
Jain temple se thora sa mazeed agay walking distance per aik or temple hy