Check the below pics target pura karty karty gari ki chekhen nikal jati hen aj kal q k rate both kam hai , 4000+4000 bones aye ga is main , ak oil change par jata hai , 6_7 hazard ka kam khul jata hai, baki 15000 karny k liye 83 logon ko ride di, avg ride 180 bany or petrol kitny ka laga or bacha kia khud andaza laga lo