farak parta hai oooo bhai
Ager company launch karti hai tu is se faida parta hai
1) you get warranty
2) if warranty doesnt matter to you then cellphone easiliy available hota hai
3) you get updates firmware according to your region
4) main factor yeah k aap ki country ka name aagay pata chalta hai
mobilezone jab new new launch howa tha united and advance telecom se pehle mobilezone ki imports jo bhi hoti thein aur jo b cellphones import hote thy woh bahar se hote thy us se nuksan yeah tha k
nokia sony erricson motorolla ki websites pe Pakistan ka name nahi hota tha kyu k direct company se nahi hota tha import
after advance tele n united and nokia khud launch howi tu you get services and exclusive apps and support
orange , tmobile , virgin , 3three , voda , at&t lene se us lihaz se faida nahi kyu k yeah sab un ki sales me aaingi aur company ko nahi pata par sakta k is cellphone ki highest demand hai aur Pakistan me bhi log le rhy hain