@ mansoor, engine banwanay say baat nahi banay gee
is bike kay baishumar kaam niklain ***, jaisa kay crank case (engine covers) unko bhi polish aur repaint karna paray ga , is kay ilawa, carbeurator ka bhi pata nahi plus shocks ki kya condition hai , aur is kay chumtay kay bush waghaira plus steering side ka bearing
aur engine banwana ho to taiwan ka saman dalna , Honda ka mat dalaw laina geniune kay chakar may , abhi tak to itna paisa kharch nahi huwa, abhi engine ka akaam karwao *** to pata chalay ga so plz think abt it before restoring it