Oye koi bandaa dasso innu... main pagal hoon ya acting karta hoon...
ghatiya insaan tum apne aap ko stunt man samajhtey ho??? Sorry jani... tum is audience to amuse nahi kar sakkay ye "NEW VIDEO" banna kay...
Har kisi ne tum par lanat bhaiji hai.
Films pay itna zyada yakken tum jaisay mechanic nature loag he rakh saktay hain... filmoan ko real life se compare kartey ho? filmoan waaley apna aik paisay ka bhi nuksaan nahi kartey. Saarey camera stunts hotay hain...
kabhi kisi movie ke set par jaa kr dekho k filmain kaise banti hain aur phir chawal maarna....
What kind of a daft and jaahil are u?
Jitney bhi logon ne tumhari besti ki hai na, unho ne kabhi bhi kisi rent ki gari par burnout nahi kia hoga.
kisi din apni HALAL ki kamayi hui gari k saath ye haal kar ke dekha to tujhe main hero bhi manu.
kisi aur ka nuksaan kar ke tu logon ko imprress nahi kr paya. Sorry.
Shart lagani thi to sahi waali lagaata na jani. Oils aur coolants nikal k kisi paraye bechaarey ki gaari ko blast karna konsa mushkil hai?
Sirf full pedal he to dabaya hai tum ne.
Aenda shart apne motor bike ya car ki lagana. Tab tujhe main inaam bhi ddon ga.