
Iss pani k source tak pohunchnay k liay 10 ghantay ki trekking aur hiking karni pari. Aur yahan paani bhi kabhi kabhi ata hai puray saal mein. Agar yahan paani na hota toh aaj main yeh post na kar raha hota. Aur uss k baad jo paani ka source tha woh 4 hours k trek k baad ata hai aur wahan tak janay ki himmat nahi thi mere friend ki
Sent from my Nexus 5 using PW Forums mobile app