AOA Mr. Asif, low speed or idle par when AC is on this is a normal beemari of EK. Tension garari jisko tabdeel karna ka mechanics kehta hain 1 na to woh original same part number same specifications ka saath available ha aur 2 na hi uska change karna ka baad bhi is awaz sa 100% chutkara hota ha. So, har masla ka aik hi hal just ignore it aur jab bhi car stop light par ya idle khari karain to ya to usko Nutral kardain ya phir AC ko off kardain. Is sa acha hall mujhay past 6 saalon main aur koi nahin mila.
Jahan tak rahi baat oil change ki to BEST ha ka car ka tamam oils yaani, Engine Oil, Gear Oil aur ATS oil sab change karwa dain even coolent bhi. Yeh zaroori bhi ha aur laazim bhi kunka sach main car kitna chai hay iska hum meeter deekh kar andaza kar hi nahin sakta!
Teesri cheez Filters ki to plz kabhi bhi worr na karain for Originals warna aap bhi meri tarha apni khaal utarwa baithainga. I have bought my First Air Fliter rom Filter House or Rs. 950/- after kaat chant kar adjust hooa tha, then next time they give me their own for Rs.475/- aur jab thori see mehnat ki aur Badami Bagh Lahore ka chakkar lagaya to ab mujha wohi same ffilter Rs.150/- main milta ha Original made by Super MAX Filters. Each month simply repace it hawa marna a saaf karna ka koi ikar hi nahin. Oil filter ka liya Santro Club ka use karha hoon 6 saal sa abhi tak koi complaints nahin.
ISB/RWP ka koi tajruba nahin BUT Lahore main Magic Motors Model Town round about is the best as the have special machine for Injector cleaning. I have bought my EK 2006 in FEB 2011 aur tab sa ab tak sirf 2 times uski Tuning karwana ki zaroorat pari hay. On 1 time uski naak saaf karwai jab usko nazla mehsoos hooa aur usna pick chordi thi ....
Ahamdulillah ab bhi meri car ki average with AC 13km ha which is good enough for me with respect to the luxury I am enjoying in such price.
NOTE: Aik saa main teen sat 4 baar jab petrol 50% ho to Rs. 500/- a High Octain dawa lia karain. Is sa bhi pick barh jaati ha.