@hannan84 Allah karay aap ki gari aap ko mil jayay,
" Rasool-Allah (Salallaho_Aleihe Wasalam) Ne Farmaya:
“INSAN ka IMTEHAN is k EMAAN aur TAQWAY k mutabiq hota hay,
Agar wo apne TAQWAY mai MAZBOOT hota hai,
To uski AZMAISH bhi sakhti hoti hai,
Yehi waja hai k sab sai ziyadah SAKHT AAZMAISH aur IMTEHAN NABIYON K HOWAY,
Phir NAIK LOGON K,
phir in say kum DARJAY walon k.”
(Ibne_Majah,H:4023)
one thing more one some one asked hazrat Ali R.A that " Kis Tarha Pata Lagaya Jaey ke insaan par aany wali musibat Saza hay Ya Azmaish?
to ye k musibat ALLAH se Door Kary to Saza
Aur Jab Qareeb Kary to who Azmaish hay
(HAZRAT ALI R.A)
SAB kuch ALLAH ka diya howa hay or ussi ki ammanat hay ALLAH aap ki gari aap ko milwa dain ya phir iss bhee achi gari aap ko dain(ameen)