Yaar 6lakh +2lakh +tora aur paisa = wagon R,
Bhai Kyun larta ho, man lo gari farig hai, warna ap 2 lakh upar Kyun lagta, aur rahi thread deekhna ki baat to mujha curiosity ho rahi thi ka ya Kaun jawan hai jis ka pass paisa to hai par shaour nahi, Koi gharib admi second hand mehran la samaj ati hai but atna paisoun main nai laina aur Phir itna paisa lagana to aukhi baat hai, aur rahi German gari ki baat To ya to ap bhi manta ho ka gari to audio, bmw aur Mercedes hai, Baqi sab compromise. Agar ap jaisa hazrat nahi mehran laina chor dain to shayad pakistan ki auto industry aga chal saka, agar away tin daba par khush hai to Phir ki zaroorat hai Achi gari ki