Na bhai aftar + dinner is good! warna aftar kai baad ghar sai nikalna... uff itni mehnat karni parti hai.... see aftar karo phir khanay ki table sai uthnay ka dukh phir ready honay ki takleef phir gari start karnay ki tention phir wahan tak anay ki tention uff itni mehnat :S
Rozay mein yeh sabh kuch nazar nahin ata 