@ Tanzeel_89
thanx a lot for the compliment brother 
aray bhai oscar award to Libra ko milna chayey jo PagalWheels par sub ko jama kia hua hai :D:P
yaar meri monch say barh k bhala aur kon bodyguard ho ga 
BTW mola jat ney kub jeans pehni hai :P:P
aur bhai buhat buhat shukriya for ur dua (L)
@ OffRoad
aray Fahad bhai aap sath hotay to aur bhi maza aata
Sajji hum ney itni khaie itni khaie k belt loose karni par gaie :D:P
MASHALAH nice collection of weapons u have (Y)
abt target shooting
apna to yeh haal hai k hathi par fire karoon to gainday ko ja k lagey :(