@Portage
Don't mind but thats true k baar baar yeh kehna k mujhey Roza lag raha hai ya bhook lagi hui hai, iss trah kehne se Roza makrooh ho jata hai.
Roza ka matalab hai sabar. aur sabbar main humain aisay na shukri k kalmaat nahi kehne chahiye.
Iss k ilawa agar aap bar bar yeh kaho k kuch khane ko dill chah raha hai to iss ka matlab hai k aap ne jabran roza rakha hai. Allah k hukm aur raza per razi ho k nahi rakha.
I hope u understand what I say.