Mustaqil roty hi rahiay to bujhy atish-e-dil
Aik do ashk to aur aag laga dety hain.
Wo mere paas se guzra na dil dharka na lab larzy,,
Qayamt hai khamoshi se qayamt ka guzar jana..
Muft Mein Ehsaan Na Lena Yaaro...!
DiL Abhi Aur Bhi Sastay Houn Gy..
"Na yuun Dekho Samandar ko Khudara Tiktikki baandhay...!!
Tarass khao Samandar Par,, Samandr doob Jaaey ga..!!!
Kya Ghazab hai k Hijr k Din bhi,
Zindgi me Shumar hotey hain..!