Zehr alood sahi. Lab pe tabussum to saja.Kuch bicharnay kay bhi adaab hua kartay hain
Jab Waqt ka Har Pehloo Bura Ho Jaiay
Phir qun nah koi bhi kia say kia ho jaiay
Nanhi konpal bhi lagti he bhari bhoj
jis pair ka khokhla tana ho jaiay
Mere paas se woh guzray Mera haal tak na poocha.Main yeh kaise maan jaun Kay woh door jaa kay rooay.
can you please clear your PMs to make some space?
please correct your last. thank u
تم حیا و شریعت کے تقاضوں کی بات کرتے ہو ہم نے ننگے جسموں کو ملبوس حیا دیکھا ہے ہم نے دیکھے ہیں احرام میں لپٹے کئی ابلیس ہم نے کئی بار مہ خانے میں خدا دیکھا ہے
jahan par phool khilne thay wahein khilte to acha thatum hi ko humne chaha tha tum hi milte to acha tha
This post was flagged by the community and is temporarily hidden.
IkK shair sunatay hain zara ghour say sunyeJaaye Hum nahin sunatay kisi ore say sunye
دوستی کا واں صلہ ملتا ہے غداری کے ساتھ
چاہیے جنس وفا ان کو جفا کاری کے ساتھ
پوچھتے ہو اس مریض زار کی قسمت کا حال
کھیلتا ہے خود مسیحا جس کی بیماری کے ساتھ
pehle aati thi haal-e-dil pe hunsi.. ab kisi baat pe nahin aati
Iqbal ke to bohat mazhabi scholars bhi fan hain aur parhte hain ghor o fikr karte hain.. kaha jaata hai ke wo shayar nahin wali thay.. unka kalam aaj bhi ghor talab hai.. bohat gehra hai.. itna simple nahin jitna apparently lagta hai.. uska proper context hai
wo log bohat khush kismat thayjo ishq ko kaam samajhte thayya kaam se ashiqi karte thayhum jeete jee masroof rahekuch ishq kia kuch kaam kiakaam ishq ke aarhe aata rahaaur ishq se kaam ulajhta rahaphir aakhir tung aakar humnedono ko adhoora chorh dia