Dil tha jahan ab bhi waheen hai ,
Teray chehraay se haseen koi chehra nahi hai ;
husun ka namoona to tu hai hi ,
par seerat teri us se kayee ziada haseen hai ;
laakh koshish ker li khud ko sambhaalnay ki ,
par dihaan is na cheez ka koson door kaheen hai ;
tujhay chaha hai,tujay chaheingay,tujay chahtay raheingay
par apni nakami ki waja apnay aas paas yaheen hai ;
Na samajh aay zaalim hum ko itna bura ,
Kaleeja humara sirf teray kalmaat se rangeen hai ;
Hota wohi hai jo Khuda ko manzoor ho ,
Is mazloom ko sirf apnay maalik pe yakeen hai ,
Rulay hein teri aas mein , dil jala hai isi piyaas mein ,
Khush kismat hein jo ronay ke siwa kuch aur kaam nahi hai
AB AGAR TUM MILAY TO ITNA YAKEEN HAI ,
HANS DEIN GAY HUM TO RONA NAHI HAI ...........