Prize bond juwa nhi ha...
*** k app priz bond kisy bhi waqt exchange karwa saktay hoo
Juwa wo hota ha jis ma aar ya par wali bat ho...
Or prize bond lainay say koi nuksan nahi ha agar nahi bhi nikalta to koi bat nahi exchange karwao or kuch or karoo....
Parchi or number jis ma inam na nikalnay pa app ki khridy hui parchi worthless ho jaye isko juwa kahtay hain...
So prize bond is a good option...