dobki... haha mood to buhat tha.
Last trip main Naran k Kunhar main dobki lagai thi July main, bus pani main leeta hi tha k aik dum hi bahar a gaya..............ufff kya zabardast thanda pani tha.
Yahan to kya haal hota, waisy yeh first day ki pics hain, agay 2 din main to yeh bhi freeze ho gyaa tha, Thora sabar o tahamul say kaam lein Rehan bhai. 