Main is waja se pooch raha tha ke maina pehlae bike aapnae Lia khareedni ha .ager April main arahi to main wait Karoo warna ybr 125 lain loon ? Abu ko ybr 125 koi itni pasand nahi aye .woh ketah thae ke ybz 125 wali khareedae ke us main agleye side Peye steel wala laga hua ha tyre ke oopar aur peechae wali seat unko pasand nahi arahi ybr 125 ki
