Bhai Hasan bhai nay jo altit, baltit wala program bataya hay usay final Karlen, Isi men 5,6 din hojaen gay. Aur wo aapki pasand ki jagah bhi hay,
Plus 3 din to aap ko Karachi say Islamabad anay aur Janay Kay lag jaengay.
Aik aad din bachay to galyat men ya Islamabad men guzar len.
Ye total 10, 11 din ho jaengay.