AOA bhai Main taqreeban 3 4 bar babusar jaa chuka hoon. Agar aap aik achay driver hain aur apko apni FX pay yakeen hai tou ALLAH ka naam lai k chalay jain. FX babusar tak araam say jaige. Last year tak naran say babusar ka taqreeban 70%portion carpeted hogya tha. shaid is saal poora mukamal hojae. ALLAH apka safar asaan banaye. Ameen