@ panic
yay main nay apnay ghar main baith kr to nahin banaiy na, agar meri bhainsoon nay dya hotay to tum bolatay na k main nay milwat ki hai, jo kuch hai main nay sub samnay rakh dya hai main nay. jo serious buyer hai woh pehlay check keray ga phir hi lay ga na, ya main kisi koi zabardasti to nahin kr raha na, Tm bus peshawer main baith kr Pathan bhaiyoon ko khush rakho jo tmhara kaam hai, bilawaja kisi k thread main taang nahin araatay, ok
Oper main nay english main likha tha ab tmaharay lya urdu main likh raha hun kisi kism k fazool ya gair zarrori comments say maazrat.