who will decided islamic bank operating in Pakistan is not Haram . its hard to believe there is no system in the world could survive without interest.
so stop being stupid if u study each sector of economics all based on interest all money used to get interest in the world
yeh behas karna k keya halal hai keya haram pagal panah ai es zamanay main.
na saudia wallay interest kee baat kartay hai na arab main kahaee koi kehta hai k interest haram hai
pakistan main sab ko baymaree hai interest ko haram kehnay kee
maa baap ya molvee say sunee sunaai baat kartain hai sab sood haram hai hum sab ka wajood he haram hai phir to
each pakistani born today is makrooz of 70k pkr by the grace of IMF so har bacha he haram hai es mulk main
koi newyork say post kara hai koi london say koi kaha say k interest is haram o bhai pakistan say bahir reh k b aap non sense batain kartay hai wahan jo paisay kama rahay ho woh halal hai ?
halal MacDonald ya halal kfc kahanay say woh halal nai ho jay ga woh phir b haram he hai
duniyaa ka banking nizaam goray logo k haton main hai muslimano k hatton main nai hai aur goray kee ek strategy hai k how to expand profit woh religion ko business main nai latay es lia duniyaa paar hukmaat karay hai
aur aap sab log yeh decide karlo k haram keya hai halal keyah taras atta hai enaam say aur hasee bee