"beta kiya bna".. "wo bass....."
"boht buri baat hai baap ka 2 saal baap ka paisa zaya kiya, tumhe idea hai wo kiss mehnat sey kamata hai. Apnay app to badlo. wo Jameel ko muni hai na 98% par pass hwi hai. abb mein unko kiya bataun gi. Khandan mein sab sey kam marks hain tumharay. itna yo mera chota beta bhi gaya guzra nai tha. fsc mein 2nd aya tha branch mein. Apni maan sey kehna achay school mein parhanay ki zaroorat nai "
.......
......" phupo 88% aya hai"