yaar mujey to abi tak kuch b nahin mila
daas dafa kha hain bus libra kehta hain 'we will u tomarrow inshalla' yaar jo lahore main rehtey hein kya un ko mil geyey hain
aggr ap ney stickers nahin deh ney to keh de ke nahin hum nahin deh saktey is tarah tasliyan deney say kuch nahin hota