meri car main landirenzo kit hai, car main pak suzuki CNG ka sticker bhi hai, haan aik baat hai meri car main cng filling kay point per aik brass pin nahi hai, woh nahi hai...main nay aksar cars main dekhi hai, kahin aisa to nahi kay wahan say lealkage hoo, aik sawal or hai k air filer say cng consumption main fark parta hai ya nahin ? car main ac hai but not working..............