Thanks @ashez bro. Bus dekh lain.. jaldi is liye kia takay dosro ko frustration na ho jese mujhay hoti hai aadhay threads dekh kar 
Aur janab.. jab aap ko paharoon ki tharak ho to kia Karachi, kia Lahore, Kia Multan.. bus kisi na kisi tarah har saal pohanch hee jata hai banda 