Yahan per bhi kuch yehi haal hai because I am the only son of my parents so abhi tak bachay ki tarhan rakhtay hain. Sometimes I jokingly say them kay shaadi kaisay karain g.a.y. Karain *** bhi kay nahi and they with smiling faces say that nahin karain jao jo karna hai karlo or mein kuch nahi karta, because I love them.
So the moral is aadmi shaadi shuda ho ya na ho usay bahir janay kay liye ijaazat zaroor laini parti hai or ghar walay us kay bahar jany per kabhi khush nahi rahtay(other than 9-5 in office)