yaar i have problem too
main jab bhi apni brand new camry main self maartaa hoon gaari start hojaati hai
jab bhi khaanaa khaataa hoon to pait barrh jaata hai
kisi bhi khoobsurat larki ko dekh kar exicited kyun hojaataa hoon
fridge sai paani nikaal kar peetaa hoon to woh thandaa kyun hota hai
nahataa hoon to geelaa hojata hoon pata nahi kyun
gaari chalataa hoon to wheels ghoomtay hain gaari kay pata nahi kyun